• GenZveda
  • Kamakhya Tantra, Narbali aur Ambu...

Kamakhya Tantra, Narbali aur Ambubachi Mela ka Sach

GenZveda by Princy

Episode notes

Kya aapne kabhi Kamakhya Mandir ke paas us gaon ke baare mein suna hai jahan jaane se bade se bade tantrik bhi darte hain? 😨

Is podcast mein hum le ja rahe hain aapko ek aise rahasya se bhare gaon ki kahani mein, jahan manushya bali, kala jadu, aur tantrik kriyaayein aaj bhi zinda hain. 🎙️

Hamare guest ne khol ke rakha Kamakhya ke kaale pehlu ka sach — Ambubachi Mela ke dauraan hone wali tantrik sadhnaayein, vigrah ki puja, aur wo darawani jagah jahan log jaake kabhi wapas nahi aaye!

🔍 Podcast Highlights:

  • Kamakhya Mandir ke chhipe rahasya 🕉️
  • Ambubachi Mela ka tantric mahatva
  • Tantra aur narbali ki asli kahani
  • Ek shraapit gaon jahan tantrik logon ko control kar lete hain
  • Kala jadu aur aghori practices ka sach

🎧 GenZveda - Bridging Ancient Wi ... 

 ...  Read more
Keywords
kamakhya templeambubachi melatantriktantra podcastdeviTantra in IndiaIndian Spiritual PodcastBlack Magic