Pal Pal (with Talwiinder)
Pal Pal (with Talwiinder)

Top Music Charts by Top Music Charts

Episode notes

Pal Pal by Afusic, Talwiinder.

Transcript:

[Intro: Talwiinder] Tera mera afsana Poora hoya naa jaana

[Chorus: AFUSIC] Pal-pal jeena muhaal mera tere bina Yeh saaray nashay bekaar teri aankhon ke siwa Ghar nahi jaata, mein bahar, rehta tera intezaar Mere khuwabon main aa naa kar ke solah singhaar

[Verse 1: AFUSIC] Mein ab kyun hosh main aata nahi? Sukoon yeh dil kyun paata nahi? Kyun torrun khud se jo thay waaday Ke ab yeh ishq nibhaana nahi? ‏Mein morrun tum se jo yeh chehra Dobara nazar milana nahi Yeh duniya jaanay mera dard Tujhe yeh nazar kyun aata nahi? Sohneya, yoon tera sharmana meri jaan naa lele Kaan ke peeche zulf chhupana, meri jaan, kya kehne Zaalima, tauba tera nakhra, iss ke waar, kya kehnе Thaam ke bethe dil ko ghaayal, kahin haar naa bеthein Teri nazrein mujh se kya kehti hain? Inn main wafa behti ha ... 

Read more
Keywords
talwiinderpal palafusic